1 MOBILE AUR SCREEN 4 HOW TO USE



1 MOBILE  AUR SCREEN 4 HOW TO USE

Ji haa dosto ye bilkul possible hai

Aap apne 1 MOBILE me 4 screen use kar sakte 4  app ek sath use kar sakte hai

Jaisa maine video me kaha hai bas utna hi karne par aapka apne dosto ke saamne achha impression. Banega

How to lock whatsapp chat



How to lock whatsapp chat

This upay bahut achha hai dosto aapko achha lagega jaisa maine video me dikhaya hai bas waise hi kare aapka whatsapp msg secure ho jayega koi use ny read kar payega

Android Mobile Ko Bina Computer Ke Root Kaise Kare Full Information

Root kya hai Andriod Mobile Ko Root Kaise Karte hai- Agar aap search kar rahe hai, Apne mobile ko root kaise kare to aapko iss post me full information milega. Mai aapko computer aur without computer (pc) dono tarika se root karna bataunga. Mobile phone ko root karne se pahle aapko iske bare me full information jaan lena chahiye.
Shyad aapko pata nahi hamlog mobile phone ka 45% featuress ka hi istemaal karte hai. But agar aap apne mobile phone ko root kar le to phone ki sequarity tod kar 100% use kiya ja sakta hai. Mobile ko root karne ke bahut benefits hai lekin kuch loss bhi hai. So mai aapko recomand karunga pahle iske bare me pura acche se jaan le tabhi apne phone ko root kare.

Root Kya Hai

Android Phone ko root karne se aapke phone me kaafi kuch badlav aaenge. Root hone ke baad aap apne phone ko apni tarah se customize kar sakte hain. Aapka phone puri tarah se aapke control me ho jayega. Root ka matlab hi hota hai company ke dwara di gayi sequarity (sima) ko todna. Jaise abhi aapko apne phone ke poori tarah se use nahi karskte aapko terms and condition ke andar rah kar istemal karna parta hai.
But root karne ke bad aapko us sabhi niyamo se chhutkara mil jayega aap apne phone ko apni tarah se istemal kar sakte hain. Rooting ka matlab hai aap apne phone me maujood Android OS ke jagah Custom OS dalte hain. Rooted phone se aap pahle se pre installed application me bhi badlav kar sakte hai. Matlab aap apne phone ko kuch bhi apne hisaab se control kar sakte hai.

Mobile Ko Root Karne Ke Kya Kya Fyade hai

Aapne root kya hai ye to jaan liya hoga. Ab mai aapko Root karne ke benefits (fyada) ke bare me bataunga.
  1. Root Karne ke baad aap Pre Installed apps matlab company ke dwara diye gaye installed application ko bhi Uninstall kar sakte hai.
  2. Playstore par bahut sare aise application hai jo bina root access ke use nahi hota, usse bhi use kar payenge.
  3. Internet data on hone par phone me show hone wale AD advertisment ko bhi block kar sakte hai.
  4. Rooted phone me Custom ROM bhi install kiya ja sakta hai. Agar aap andriod developers hai khud ROM create karke install kar sakte hai.
  5. Phone ka internal memory ko 3 guna badhaya ja sakta hai. Aur high quality graphics wale game bhi khel sakte hai.
  6. Root karne ke baad phone ka battery life badh jati hai. And aapke processor ka speed bhi pahle se fast ho jayega matlab aapka phone heat aur fasega nahi.
  7. Root karne ke baad aap phone ka version manually upgrade kar sakte hai. Aur aapko wifi password hack karne me kaafi help milegi.
  8. Andriod mobile IMEI , Andriod ID, Serial Number Change kar sakte hai

Mobile Ko Root Karne Ke Kya Nuksaan Hai

Aapne mobile phone ko root karne ke fyade ke bare me to jaan liya ab iske nuksaan ke bare me bhi jaan ligye. Lekin mai aapko bata du phone ko root karne se nuksaan nahi ke barabar hi hai. But benefit bahut jyada hai.
  1. Root karne ka sabse bara loss ye hai ki aapke phone ka warranty khatm ho jayega. Isliye mai aapko recomand karunga aap apne ko warranty end hone ke baad hi root kare.
  2. Company ke dwara official update nahi mil payega. Matlab company apne sabhi phone ke liye hamesa kuch months pe update dete rahta hai. But root karne ke baad aapko manually update karna hoga.
Ab aap root karne ke fyade aur nuksaan ke bare me jaan gaye honge. Ab aapko faisla karna hai phone ko root karna hai ya nahi.

Email Padhkar Paisa Kamane Ki Top 5 Websites

Email Padhkar Paisa Kamane Ki Top 5 Websites

Aap niche bataye gaye top 5 Email Work provider websites par work kare aapko bahut accha result milega. Ye sabhi Websites trusted and legal hai jispe bahut sare Log work kar rahe hai paisa kama rahe hai.

1 》 www.paisalive.com

Email padhkar paisa kamane me sabse top par Paisalive.com website hai. Iss website par aap without investment account bana kar paisa kama sakte hai. aur paisalive ki majedaar baat ye hai ki account create karne par 99 rs gift ke room me paisa deta hai. aur agar aap apne id se members ko join karwate hai paisalive me to aapko usme se bhi comission milta hai. Paisalive per Email 25 paise se 5 rs tak deta hai. Aur yah 15 din ke andar payment bhi kar deti hai. So mere nazar se yah paisa kamane ka tarika bahut hi accha hai.

2 》www.moneymail.in

Yah website unlogo ke liye bahut accha hai jinke paas time ki kami hoti hai. Kyoki moneymail se aap 30 – 40 minute me 100 – 200 rs kama sakte hai. Moneymail per Email 20 paise se 100 rs tak deti hai wo work ke upar depend karta hai. aapko apni Email Daily check karna hota hai aapke email par hi daily work provide kiya jata hai and agar aap kisi ko apne id se moneylive me jodte hai to 100 rs per joining milte hai. Monemail bhi bhi yah ak paisa kamane ka tarika accha hai kam samaye me hi.

3 》 www.cash4offers.com

cash4offers se bhi bahut log paisa kama rahe hai aur aap bhi bahut hi aasani se email read karkar paisa kama sakta hai. aur iski bari baat yah hai ki account create karte samaye hi yah 5$ de deta hai. and aap isse Email padne ke saath saath online survey karke, games khelkar bhi earning kar sakte hai.
isme bahut tarah ke plans hai jab aap cash4offer ke Gold member ban jayenge to uske baad aap 72 hrs ke baad hi aap apne paisa bank account me transfer kar sakte hai. cash4offers forn country ki site hai jo doller $ me earning show karti hai. lekin indian rupees me 1$ = 65 rs hote hai. yah paisa kamane ka tarika me best and simple tarika hai.

4  》www.matrixmails.com

matrixmail trusted and legal comapny hai jo 2002 se kaam kar rahi hai aur sabhi worker ko timely payment kar rahi hai. paisa kamane ka tarika aur online internet duniya me iska bhi ak mahatvapurn bhumika hai. yah chain system ki tarah work karti hai matlab aapke throw jitne bhi members join honge sab mese aapko comission milta rahega jitna wo earn karega.
isme aapko jyada work nahi milta simpy aapko daily ak Email milega jisme aapka work rahega. aapko apna email open karna hai aur jo work hai usko pura kar lena hai. aapka earning t matrixmail wallet me show hone lagega jitna aap daily kaam karenge. so this is the best online paisa kamane ka tarika.

5 》  www.sendearnings.com

Sabse last and trusted company hai sendearnings. isme aap apna account bana le fir registration confirm kar le. aapko sendearnings per Mail read karne ka 1$ deti hai. aap isse Email Read karke, online shopping karke, online survey karke bhi earn kar sakte hai. jab aapka balance 1800 se 2000 ho jayega to aap apna payment bank me transfer kar sakte hai. to sendearnings ka bhi tarika paisa kamane ka tarika accha hai.
Agar aap upar daiye gaye websites se paisa kamana chahte hai to aapko sabhi par pahle account bana kar registration confirm karna hoga. tabhi aapko daily mail ke dwara work milega. aur aap paisa kama payenge.
LAST WORD : Aapko ye Email Padhkar Daily 1000+ Paisa Kamane Ka Tarika kaisa laga. i hope aapko jarur pasand aaya hoga. agar aapko iss post se related koi sawal ho to aap comment box me puch sakte hai. and apne friends ko ye Paisa Kamane ka tarika share karna bhule. jisse uski bhi kuch help ho jaye.

How to hide whatsapp massage and notification

Hello frnds
Aaj mai aapko batane wala hun ki kaise aap apne whatsapp ke massage and notification ko band kar sakte hai
Mera youtube par ek  channel hai ye uska link hai-www.youtube.com/hitechaj
https://youtu.be/tHyw5qz32XE

Search This Blog